Jazakallah bahut bahut Mubarak ho alhamdulillah mashallah subhanallah kya Khair khairiyat se pahunch gaye aur airport mein aapko sath Lene Aaye humko sabse jyada Khushi ki baat hai kya aap husband se Hans ke baat kar rahe ho aur aapki Jodi salamat rahe aamin