Sasural Wale ne khana bhi nhi pucha riyaz na bulaya khala Sabha ki family ka behaviour theek nahin logon ke sath tabhi aate jaate bhi nahin Hai Koi mumbai
Dua kabool ho gayi beta hi hua hai Mashallah Mubarak ho riyaz aur saba ko naam 'R' alphabetic se hi rakhna beti ka naam 'S' maa ke naam se juda hai toh bete ka naam 'R' se juda rahai .yaad rakho
Are ladies ward me ladies to ja hi skti h km se km ammi to aapki uske paas beth skti thi na mgr wo to ghumne chli gai itni dur aai bhu k paas bethi bhi nhi
Ye tareeqa bilkul galat hy bhai beti k sasaraal walon ko ghar tak nahi aane Diya saba ki family ne wo log itni door se aye hain kam se kam ek waqt ka khana tak nahi khilaye aisa kon karta hai yaar
Gender Reveal | Boy OR Girl | Aaj Pata Chalega | RiyazFoodie
👆 Instagram Pe Follow Karo Dosto ❤