Thank you from Uttrakhand bhaiyaa... Aap jaise logo ki wajah se hi insaaniyat zinda hai.. devbhoomi Uttarakhand ke bande ki madad ki hai bhagwaan humesha khush rakhe apko.. ❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 har har mahadev 🕉️
Veer ji dhanyawad apko....Hme aj pta chala bcz aaj hmare yaha ka bnda h bt apne bahut logo ki help ki..Ab hi pta chal rha apke videos s...Shri hemkund sahib ji ka gurudware wale district ka bnda dhunda apne...Jai ho apnu..Shri guru govind saheb ji ki jai ho🙏