Assalam walekum Waleed Bhai ap sab kaise hain mamu mamu ki shaadi ka blog Nahin hai ab ham intezar Kar ke thak gaye hain ab kab aaoge mamu ki shaadi kab log ham dekhna chahte Hain jaldi lao😊 humne 15 tarikh ko school Jana hai 15 tarikh se pahle aapane Aaye vah block bye 👋👋👋