Match bahut accha hua lekin jo darshak k liye catch pakdne per 100 inami rashi ka bola gaya tha kisi ko nahi diya gaya hamne khud 2 catch pakde bahut galay hai nahi dena na do lekin ye fargi ki bola na kare bahut galat hai ye umeed nahi thi aap logo se