Asslamo alaikum warahmatulahy wabarkatoho mashallaha Allaha pak ap sub ko hansta muskurat rakhy Ameen 🥰💐💐💐 mayra k nana aboo or nani ami boht achyor piyary hyn Allaha pak sehto tandrusti wali lambi omer ata farmaye Ameen 🥰💐🫰🌹❤️ sub ko dil se Eid UL fitr mubarakh ap sub k leye boht duayen ki hyn Allaha pak qabool farmaye Ameen