Ansu ajatay hain Allah per tawakkul kabhi ap ko jhukhne nahi deti beshak Allah per bharosa krne wale ko Allah kabhi akela nahi chorta ese ese moajze krta hai ke yaqeeb nahi ata ankhon ko mera Allah bari mohabbat krne wala hai kabhi to banda dil se pukare usko woh jawaab deta hai jo nazar ata hai