लोग सोचते कि ज्ञान देने से लोग मतलब काम पकड़ लेंगे और हमारा मार्केट kha jayenge लेकिन ज्ञान देने से ज्ञान बढ़ता है आपने दिया उसके लिए बहुत बहुत धन्यवाद मैं भी एक टेक्नीशियन हूं
Mera ak saval hai ki aapane MOSFET ka kitna terminal yani gate drian source me kon kon short huaa hai bataya nahi or jabhi MOSFET short hota hai gate bhi short hota hai or usake karan driver circuit bhi kharab hota hai uska kuch khi bataya nahi
Bhai mere ola me dikkat ye h ki vo chalte chalte parking mode me chali jati h .vapas se normal mode par ati h but thodi der bad fir parking mode me chali jati h . Aur fir system issue show karne lagta h aur gadi band ho jati h.. kya aap bta sakte h ki ye mcu ki dikkat h ya motor ki.. ya kisi aur part ki?