subhaanallah mashallah Alhamdulillah.... kya byaan kiya h mera to dil hil gya waaqye aapki koi misaal nhi pir sahab aap bemisaal h. aap ek sachhe aur nek aashiqe rasool h... allah aapko hamesha Salamat rkhe...jazakallah khair pir sahab👌👌👌👌
Masha Allah bahut khoob surat bayan hai aap ka . Aap bayan karte raho hum sunte rahenge insha Allah. Romte khadhe ho jaate hain. Hazrat Saqib Saheb Mere to aansu nikal aate hain .....Aur yusuf bhai Aapne bahut Achha Jawab diya . suban allah hum nabi ko manne wale hain hum hain humko galat bolo koi gham nahi ... Lekin mere nabi ke baare me galat sunenge
MA SHAA ALLAH SUBHAAN ALLAH JAZAK ALLAH KYA HI BAAT HAI MEHFIL KI B OR MEHFIL WALON KI B😍😍😍😍😍🤲😍🤲😍🤲🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲😍🤲😘😘🇵🇰😘🇵🇰😘😘🇵🇰😘🇵🇰😘🇵🇰😘🇵🇰😘🇵🇰😘🇵🇰😘😘😘🇵🇰😘🇮🇹😘🇮🇹🇮🇹😘🇮🇹😘🇮🇹