National party ke peeche bhagna band krdo ab sab sahi ho jayega local party banake unko jitao jo khud pure pahadi hai or kadak kanoon ke sath tbhi kuch ho payega
Jaya khali jagh un per sarkar non ukd logo ko hotels resort lounge bangala farm houses restaurants colouny bana rayi hai jo mulniwasi hai un ko fhir es trah se log rahe un ko nahi dei sakti hai yaha netao ko politics partyo ko sochna chahiye agar yaha bhi nahi karsakte hai tou sarkar ko paduo per rahina bekar hai
बादल फटने के बाद चिन्यालीसौड़ के गढ़वालगाड गांव में घरों में क्यों नहीं रहना चाहते ग्रामीण