Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuh ho mashallah barakal fii Jazakallah khair allah tala App Ko duniya aur aakhirat mein Jazaye khair dy ameen
Mashallah barakallah jazakallahu khair shekh ne bahut hi achchi tarah bataye allah se duwa hai ke allah subhhanahu talah shikh ko jazaye khair de shekh se duwa hai ke wo hamere haq me bhi duwa kare ke allah hamare se bhi din ka kaam le ameen ya rabbul alameen
Masha Allah ! Aaj tak maine yeh galatiyan kisi moulana ko bayan karte nahi suna....Jazak Alalh khairan shaikh sahab Allah aapko our bohut zyada Ilm ata kare.
ماشاء اللہ بارک اللہ فیک... Khulasa bayan karne ka idea bohat achcha hai. Mai notes likh leti hoon. Aap kay bayan bohat clarity kay saath hotay. Mai strong follower hoon aap kay page ki. جَزَاك اللَّهُ خَيْرًا