Btaoo plzz suspense create mat kro kalu bhaiya or saumya didi ka name kyuu nahi liyaa aapne? Aajkal vo aapke vlogs mai bhii nahi aa rhe hai, Or ab dance practise mai bhii nahi aayenge kya? Btaoo kya reason hai sb wait kr rhe hai.
Yarr muje laga is bar to romentic couple dance karoge lekin aapke past dance dekhe aap fast songs par hi karte ho par koshish karna ek romantic sa song lelo slow vala😂😂
Guys aap sab bol rahe the na ki kalu bhaiya aur saumya di ka naam nhi liya pr 16:44 pr unhone ye bola hai ki last time se change bss itna hua hai ki add hue hai log na ki substract 😊